Saturday, 20 April 2013

Aur mai bas usi ka gulam hu



ha mai tayar hu badhne ke liye
ha mai tayar hu har pal ko jine ke liye
payar hai jindgi to  bhi manjur hai
jang hai jindigi to bhi  manjur hai
manjur har rah hai
jis par chalne ko bol de khuda
wahi rah janat ka marg hai
karm karne me mera adikar hai
aur o mai karunga
jis rah par bhej dega khuda mera
us rah ko mai chun kar
manjil ka marg banauga
kyoki mai janta hu
o mera pita hai bara hi dayalu
uski dristi se chalti hai sristi sari
aur mai bas usi ka gulam hu



No comments:

Post a Comment