Saturday, 20 April 2013

aaj me jita hu barsat ki bijli sa


aaj me jita hu
kyoki mai janta hu
aaj hai mere hath me
ek kal bit gaya hai
jo sabk hai jindigi ka
aur ek hai bhavishya
jise na mai jnat hu
nahi jnata hu!! aur kyo janu
mai janta hu larna
aur mere liye ab jindiggi hai bas larana
ek yudh, ek mahabharat
jise larna hi hoga
krisna ko sarthi bana ke
akash ko chhata bana ke
dharti ko apna sambal (sahara ) bana ke
dridh hona hoga
chatan sa
khara hona hog aadig pahar sa
bahna hoga nadi sa
jalna hoga aag sa
chamkan hoga bijli sa
aur karakna hoga bijli sa
chahe jindgi ho do pal ki
jindgi ko jina hoga
barsat ki biji sa




No comments:

Post a Comment